Yakeen ko jo mujh mai bun liya
Naya main , mujhi se chun liya
Dil Jogiya
Rihaa jo hai khud ko kar liya
Chahat ki raah par , mann chal diyaa
Dil Jogiya
Mujh mai basaa khwaahisho ka ghar mil gaya
Phir se waha arzoo ka dar khul gaya
Nai jaan li , pehchan li , subah
Mene jaan li , mene jaan li , dua
Dil Jogiya
Ab mene samjha hai , Ab mene jana hai
Ab mene paya hai , Ab mene socha hai
Ab mene dhundha hai , Ab mene chaha hai
Dil Jogiya!!